New Bypass Trick to Solve Pubg Ping Problem 2020 100% Working Trick
Solve Pubg Ping Problem 2020

Pubg jo ki one of the best and trending Android game mana
jata hai 2020 mein but pubg khelte hue hamen kabhi na kabhi ping problem matlab
network related problem face karna padta hai jo ki bahut jyada pareshani ki
baat hai.
to aaj main aapko kuch top secret MIUI 11, android and IOS
settings sikhane wala hoon jiska use karke aap pubg ping ko hamesha ke liye fix
matlab 100% solve kar sakte ho and ine sabhi settings ko step by step aap ko
follow karna padega tabhi a trick kam Karega ya fer aapka pubg ping fix hoga.
Secret Tricks No.1 - sabse pahle aapko pubg open karke
setting option visit karna hai then I know ki aap sabhi logon ki tarah pubg ko
maximum graphics setting karke khelte honge to aapko yahan per pubg graphic
setting ko smooth kar dena hai and frame rate bhi aap high karke khelte honge
to frame rate ko bhi aap ultra high se high kar sakte ho kyunki kabhi kabar
dekha gaya hai device capability ke wajah se bhi pubg lag karta hai and aap
samajhte ho ki pubg ping ke wajah se lag ho raha hai. to a setting pubg lag
problem ko solve kar dega.
Secret Tricks No.2 - aab second jo trick hai o kafi jyada
important hai har ek pubg ya fir kisi bhi online games ke liye jisko khelne ke
liye internet service chahie rahata hai. iske liye aap setting option per jakar
portable hotspot option ko open kijiye then aapko ek features milega connected
devices naam se use option per aap tap kijiye uske bad aapko ek option mil
jaega limit of connected devices karke use option per click karke aapko device
limit 1 pe set kar dena hoga.
Agar aap kisi Wi-Fi network se connect ho kar online games
play karte ho to aapko a setting kar ke rakhna hai taki use Wi-Fi device ya fir
use mobile se jisse aap Wi-Fi connection lete ho use device ke sath ek hi
smartphone connect ho paye and aapko kam se kam pubg ping mile.
Secret Trick No.3 - Trick number 3 yah sabhi tricks mein se
sabse behtarin tarike se pubg ping ko fix karne ke liye help karta hai aur ek
trick behad kam ka hone ke sath sath bahut jyada use karne mein aasan bhi hai
iske liye just aapko ek application download karna padega jo ki play store mein
available hai net optimizer naam se.
Is application ko download karne ke bad
open karne per aapko second tab per chale jana hai uske bad scanning button per
click kijiye and scan hone dijiye. scan complete ho jaane ke bad sabse pahle jo
bhi server rahata hai use per aap play kijiye and use server connect ho jaiye.
aur main aapki jankari ke liye bata dun ek koi VPN application nahin hai yeah
basically ek DNS server joki aapko best of the best pubg ping server find karne
mein help karta hai. isase aapki pubg account ko koi bhi nuksan ya fir ban hone
ka khatra hahin rahata hai. aur iske sath sath agar aap latest APN setting ko
bhi use karenge to aapko aur bhi behtarin pubg ping milega.
Download this New Optimizer application

Comments
Post a Comment